यह पोस्ट हाल ही में अपडेट की गयी है : December 26th, 2020
Janiye kaam ko asan bnane ke liye Windows Useful Keyboard Shortcuts ke bare me, As a blogger hamare pas waqt ki bahut kami hoti hai, Bahut sari day activity hume karni hoti hai jaise ki post likhna, SEO (search engine optimization) aur edit karna, post publish karne ke bad uska promotion karna, audience ke comments ka reply karna.
Itna sara kam fir waqt ko to bhul jao ki kab aap nind se uthte hai aur kaam start karte hai aur kab aap ka din bit jata hai kuch pata nahi chalta hai.
Kaam ko asan banane ke liye jaruri hai ki hume bahut sari aisi tools aur easy method ke bare me awareness rakhni chahiye jisse hamara waqt bache.
Aaj hum isi bare me baat karne wale hai ki post edit karte waqt agar hume keyboard shortcuts ke bare me pata ho to kam karna kitna aasan ho jaye
Ye kuch important keyboard shortcuts hai jisse post edit karte waqt faltu ka time barbad hone se bach jayega.
Also read: Youtube se paise kaise kamaye? Complete Guide
Sabse Jyada Jarurat Wale Useful Window keyboard shortcuts
CTRL + X (Selected item ko cut karne ke liye)
CTRL + V or SHIFT + INSERT (selected item ko paste karne ke liye)
CTRL + D / Delete (Selected item ko delete karne ke liye)
CTRL + Z (Action ko undo karne ke liye)
CTRL + N (Open a new window)
CTRL + W (Close the current window)
CTRL + – (Items ko zoom in or zoom out karne ke liye)
CTRL + DOWN ARROW (Cursor ko ek paragraph se dusre paragraph tak le jane ke liye)
CTRL + UP ARROW (Cursor ko current paragraph se pichle paragraph tak le jane ke liye)
CTRL + SHIFT + ARROW (Single block text ko select karne ke liye)
SHIFT + DELETE (Selected item ko bina recycle move kiye bina delete karne ke liye)
SHIFT + F10 (Selected item ke liye shortcut menu)
SHIFT + ARROW (Open window ya desktop pe ek se jyada items ko select karne ke liye)
Window keyboard Shortcuts Keys
Win + P (Presentation display mode ko choose karne ke liye)
Win + F (search for files)