यह पोस्ट हाल ही में अपडेट की गयी है : December 26th, 2020
Aaj Kal har ek website me me social plugin, share or like button mil jayenge, isse aap andaza laga sakte hai ki website owner jamkar social platform ka fayda utha rahe hai.
Twitter, facebook duniya me sabse jyada use hone wali social networking sites hai, as a blogger or website owner kyu na inke sabhi features use kiye jaye.
Aaj me apko twitter feed widget ke bare me bataunga jisse aap apne blogger blog me lagake logo ko apne twitter account ke liye attract kar sakte hai aur apne follower badha sakte hai.
Jaise ki apko pata hai twitter pe jitne jyada follower hote hai utna hi humare blog post ka jamkar promotion hota aur website traffic increase hota hai.
Twitter feed widget kya hai?
Twitter feed widget blog me lagane ke kya fayde hai?
- Apna exact username dale
- Agar aap is feed plugin me share aur like ke options use nahi karna chahte hai to Exclude replies ko tick mark karde.
- Is plugin ki default height 600px hoti hai, aap apni choice ke anusar change kar sakte hai.
- Theme me light aur dark version hote hai, aap apni choice ke anusar choose kar sakte hai.
- Link ka color change kare, Isme default color blue hota hai.
- Opt-out of tailoring Twitter me ek privacy option hai jise aise hi rahe de.
- Puri details fill karne ke bad Create widget ke button pe click kare aur save changes ke button pe click karke widget save karde.
- Blogger dashboard me jaye, side bar me Layout>>Add a gadget pe click kare aur html/java script choose kare.
- Title me Follow us on twitter ya apni choice ke anusar koi other title dale aur content area me copy kiya hua code paste karde.
- Save ke button par click karke gadget ko save kare.
- Ab preview ke button par click karke dekhe apke blog me twitter feed widget show raha hai ya nahi.
Blog ko promote karne aur traffic increase karne ke liye twitter ek bahot hi effective option hai jisse aap bahut sara traffic gain kar sakte hai. To der kis baat ki abhi is twitter widget ko apne blog me add kare.
Aapne bahut achhi jankari share ki hai. Bahut se Blogger ko iske bare me jankari nahi hoti hai. Aise me aapka yah post unke liye upyogi sabit hoga